Thursday, 5 September 2013

Sawal: Namaz mein 2 sajde
kyon kiye jate hain?
Jawab: Jab ALLAH ne
farishton ko hukam diya k
ADAM
(Alaihis Salam) ko sajda
karo to Unho ne sajda kiya,
Lekin IBLEES ne nahi kiya to
usko MARDOOD qarar de kar
Jannat se nikal diya.
IBLEES ki yeh Halat dekh kar
FARISHTON ne SAJDA-E-
SHUKAR Ada kiya or kaha Ae
ALLAH tera Shukar hai k Tu
ne
humen apna Hukam baja
Laane or apni Ibadat karne
ki
Taufeeq ata farmayi.
Wo 2 SAJDE Aaj tak NAMAZ
mein Ada kiye ja rahe hein:
... 1. SAJDA-E-HUKAM
2. SAJDA-E-SHUKAR
.
Dua ki guzarish

No comments:

Post a Comment