Bismillah-irrrahman nirrahim
Quran mein 6,666 ayatein hai.
Quran mein 30 pare hai .
jin mein 514 Rukhu hai.
Aur 114 Soorian hai..
jin mein 28 makki suratain hai jo makkah mein nazil hui aur 86 Madani suratein jo madine mein nazil hui.
Quran 23 salon mein mukamil Quran nazil hui.
Quran Ramzan mein nazil hui.
makka mein 11 saal aur madine mein 12 saal.
Yeh Quran ki fazilat hai..
Aur Quran apne akkha Muhammad (s.a.s) utari gayi..
jaise aur Asmani kitaben dusre paigambaron pe utari gayi thi..
Quran Taurat ki tasdid karti hai..
Sari Asmani kitaben Ramazan ke mahine mein utari gayi...
Quran Mei Zindagi Ka Zikr 145 Bar Aur Maut Ka Zikr Bhi 145 Bar Aya Hai.
Farshton Ka Zkr 88 Bar Aur Shaitan Ka Zkr 88 Bar Hai
Dniya Ka Zkr 115 Bar Aur Akhrat Ka Zkr 115 Bar hai.
Insanon Ka Zkr 50 Bar Aur Rasoolon Ka Zkr 50 Bar Hai.
Iblees Ka Zkr 11 Bar Aur Panah Ka Zkr 11 Bar Hai.
Musibat Ka Zikr 75 Bar Aur Shukar Ka Zikr Bi 75 Bar Hai.
Sadqe Ka Zikr 73 Bar Aur Sukoon Ka Zikr 73 Bar Hai.
quran Mei 700 Bar Namaz Ki Dawat Di Gai Hai.
Hzrat Aysha RA Ne Sbse Pahle Quran Ki ayatu Ko Gina.
Quran Mei Sbse Badi "Surah Baqrah" Aur Sbse Choti "Surah Kausar" Hai.
Quran Ko Pura Hone Mei 22 Sal 5 Mah & 14 Din Lagy.
Quran Mei Allah Ka Naam 2584 Bar Aya Hai.
Quran Dunya Mei 103 Zubano Mei Hai.
JazakAllah....
https://www.facebook.com/shahadat4all

No comments:
Post a Comment