Thursday, 5 September 2013

Janaza (Arthi) Mein Zarur Jaya Karo

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

Hazrat Muhammad (SallAllahu Alahi Wasallam) ne farmaya : 
Jo shakhs janaza (arthi) mein jata aur aur namaz padhta hai usko ek qeeraat ka sawaab milta hai, aur jo dafan tak saathrahe usko do qeeraat ka sawaab milta hai. Nabi-e-kareem (SallAllahu Alahi Wasallam) se pucha gaya : Do qeeraat ka kya matlab hai? Aap ne farmaya : Do bade pahaado ki tarah.

Sahih Al-Bukhari(Hadees no.1325)

Dosto, isliye janaza mein zarur shamil hona chahiye, aur iska ek dusra faida ye bhi hai ki humko ye sabak milta hai ki hum ko bhi ek din aise hi jana hai. Isliye Marne se pahle apne rab ko raazi kar lo

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------

No comments:

Post a Comment